Upload

Wo dhund rahy thy


Wo dhund rahy thy hume dagar dagar unhe hamari talash thi,

Wo dhund rahy thy hume dagar dagar unhe hamari talash thi

Pair thy jis kabr par unke waha hamari lash thi…..

Na kisi ke aankh


Na kisi ke aankh ka nur hun na kisi ke dil ka qarar hun
jo kisi ke kam na aa sake main wo ek musht-e-gubar hun
na to main kisi ka habib hun na to main kisi ka raqib hun
jo bigad gaya wo nasib hun jo ujad gaya wo dayar hun
mera rang-rup bigad gaya mera yar mujh se bichad gaya
jo chaman fizan mein ujad gaya main usi ke fasl-e-bahar hun
paye fateha koi aaye q koi char phul chadaye q
koi aake shamma jalaye q main wo bekasi ka mazar hun
main nahi hun nagma-e-janfishan mujhe sun ke koi karega kya
main bade barog ke hun sada main bade dukh ke pukar hun

Just in case you


Just in case you dont have time to make the basket I showed yesterday, I have an another idea. No May stories today, just simple sweet May Baskets! Make Cupcakes. May Cupcake Baskets. Happy May Day

जो हुक्म देता है


जो हुक्म देता है वो इल्तिजा भी रखता है.
दूर बैठे आसमाको कभी जुकना भी पड़ता है.
अगर तू बेवफा है तो सुन…..
मेरा कोई दूसरा भी इंतिजार करता है.

Wafa Ki Aag Mein


Wafa Ki Aag Mein Jo Khud Ko Jala Deta,
Unse Mohabbat Ka Main Rishta Nibha Deta,

Aaj Agar Unki Galiyon Mein Jata Toh,
Unki Yaadon Ko Aakhir Jawaab Kya Deta,

Khanzar Utarti Thi Tanhai Jis Dil Mein,
Agar Mujhe Kehte Haan, Toh Khud Ko Mita Deta,

Banzar Padi Hai Mohabbat Ki Dharti Bhi, Eh Sanam,
Kash Chale Jaane Ke Baad, Unko Bhula Deta,

Bewafa Ne Agar Ek Moka Diya Hota,
Zamaane Ko Bhi Main Mohabbat Sikha Deta…

रिश्तों की यह दुनिया

रिश्तों की यह दुनिया है निराली,
सब रिश्तों से प्यारी है दोस्ती तुम्हारी,
मंज़ूर है आँसू भी आखो में हमारी,
अगर आजाये मुस्कान होंठ पे तुम्हारी।

एक जुर्म हुआ है


एक जुर्म हुआ है हम से एक यार बना बैठे हैं
कुछ अपना उसको समझ कर सब राज़ बता बैठे हैं
फिर उसकी प्यार की राह में दिल ओर जान गवा बैठे हैं
वो याद बहुत आते हैं जो हुमको भुला बैठे हैं